Barsaat

Barsaat Lyrics · Akasa

Yeh, Ae…

It’s Geet

Nashe Mein Khud Aayi Hain, Nasha Karke Jaayegi
Humein Paani Ki Boondein, Tabah Karke Jaayegi

Shaam Lagta, Khatam, Naa Yeh Hogi
Yeh Jaise Shooruaat Ho Gayi

Haaye Hum Dono, Akele, Balama Aur
Oopar Se Kaali Raat Ho Gayi
Bheega (Hey) Mausam, Chaahein Humein Bheegaana
Tabhi Toh Barsaat Ho Gayi

Hmm, Thoda Sa Mujhe, Baanhon Mein Baanhon Mein, Lelo
Abhi Toh Aur Bheegaayenge
Yeh Baadal Baaz Naa Aayenge

Nazron Se Meri, Maja Karke Jaayegi
Ho Teri Yeh Bheegi Zulf Fana Karke Jaayegi

Aaj Meri, Taraf Hain Yeh Baadal
Yeh Jaane Kaisi Baat Ho Gayi

Ho Jaaye Ikhatte Baadal
Iss Jahaan Ke Saare
Tu Mere Husn Ka Maara, Hum Tere Ada Ke Maare

Tere Baare, Chaand, Ki Taaron, Se Baat Kari Jaati Hain
Udde Jab Jab Zulfein Teri
Haaye Meri Jaan Chali Jaati Hain

Hansi Kitna, Sab Maange Samay Tujhse
Meri Jo Mulaakaat Ho Gayi

Credits

SongBarsaat
SingerAkasa, Harsh Kargeti
WriterSamay
ComposerHarsh Kargeti
CastGhanisht Dhall, Various
Video DirectorPrakarsh Tiwari
LabelDesi Melodies

Official Video

About

This is a Hindi love ballad set against a backdrop of a rainy night, the lines depict the couple’s passionate encounter, using the rain as a symbol of love and a source of growth. The song celebrates stolen moments under the cloak of darkness, with the singer yearning for the embrace and beauty of their beloved.