Jo Tum Mere Ho

Jo Tum Mere Ho Lyrics · Anuv Jain

Hairan Hoon
Ki, Kuchh Bhi Naa Mangoo, Kabhi Main

Aisa Ho Kyun
Ki, Lagta Hain, Haasil, Sabhi Hain

Jo Tum, Mere Ho (Oh)
Toh Main, Kuchh, Nahin Mangoo, Duniya Se (Ae)
Aur Tum, Ho Hi Nahin (Ee)
Toh Main Jeena (Aa), Nahin Chahoon, Duniya Mein

Aur Nazron, Mein Mere (Ae)
Ek Jahan Hain, Jahaan Tu, Aur Main, Ab Saath Hain
Aur Wahan, Koyi Nahin (Ee)
Tu Aur Main Hi (Ee) Haaye (Ae)

Aur Aaoge, Aise Aaoge
Teri Meri, Kya Yeh Raahein, Yoon Judi Hain (Ae)
Aur, Raahon Mein Hi, Jo Tum Aayein Kabhi
Hum Toh, Pyaar Se Hi, Mar Jaayenge

Aur, Raahon Mein Hi, Jo Tum Aayein Nahin
Hum Toh, Phir Bhi, Tumhein Hi, Chahenge (Ae)

Poochhe Yeh Tu
Ki, Tujhmein Main, Kya Dekhta Hoon
Jab Chaaron Taraf, Aaj, Kitne Hi, Saare, Nazaare Hain

Jaane Naa Tu, Khud Ko Yoon, Naa (Aa), Jaane Kyun
Nazron Se Meri Yahaan, Dekho Naa, Khud Ko Zara

Zulfon Se, Kaise Zulfon Se
Teri Chhupti, Pyaari Pyaari Si, Muskan Hain
Aur, Nazrein Jhuki, Aur Nazrein Uthi
Toh Main, Kya Hi Karun, Barbaad Main (Ae)

Tere Honthon Ko, Tere Honthon Ko
Jinse, Rakhti Mere, Pyaare Pyaare, Naam Hain
Aur, Dil Ka Tere, Aur Dil Ka Tere
Ab Main, Kya Hi Kahun, Kya Baat Hain (Ae)

Aur Haan, Dekho Yahaan
Kaise Aayi, Do Dilon Ki, Yeh Baraat Hain
Par Kya, Khula (Aa) Aasmaan
Ya Phir Lai, Yahaan Joron Se, Barsaat Hain

Chahein Ho, Chhayein Bhi, Baadal Toh
Chahein Phir Bhi Tumhein, Kya Pata, Tumko

Ho Oh Ho
Aan Haan Aa

Credits

SongJo Tum Mere Ho
SingerAnuv Jain
WriterAnuv Jain
ComposerAnuv Jain
CastFarzana Palathingal, Balagopal Bose
Video DirectorSanjna Krishnan, Rohan Shetty
LabelAnuv Jain

Official Video

About

This Hindi song delves into the profound and exclusive nature of true love, expressing how the singer’s entire sense of fulfillment is anchored in their beloved. It reflects the idea that the presence of the beloved is so central to their happiness that nothing else in the world matters. Through vivid imagery and heartfelt introspection, the lines explore the emotional intensity and perfect union that the singer feels with their partner, depicting their relationship as a sanctuary from the external world and celebrating the singular significance of their love. Overall, it’s a passionate outpouring of emotions, creating a powerful and evocative listening experience.