Yaadon Ke Jharokhon Se

Yaadon Ke Jharokhon Se Lyrics

Yaadon Ke Jharokhon Se Lyrics · Shreya Ghoshal

Tum Kya Jaano, Oh Mere (Ae) Saajan
Virah Mein Hoti, Aankhein Nam (Hmm)
Har Dastak Pe (Ae) Har Aahat Pe (Ae)
Lagta Hain, Ke Aagaye Ho Tum

Yaadon Ke Jharokhon Se Aksar

Main Tumko Nihaara Karti Hoon

Tum Bhul Bhi Jao Par Main Toh (Oo)
Tumko Hi Pukaara, Karti Hoon

Yaadon Ke Jharokhon Se Aksar

Main Tumko Nihaara Karta Hoon

Tum Bhul Bhi Jao Par Main Toh (Oh)
Tumko Hi Pukaara Karta Hoon

Yaadon Ke Jharokhon Se Aksar

Sachmuch Mein Kitni Nadaan Ho Tum
Mujhe Jaan Ke Bhi Toh Anjaan Ho Tum
Tum Ishq Nahi Ho Bas Mere Liye (Ae)
Jo Mujhmein Basi Hain Woh Jaan Ho Tum

Meri Jaan Ho Tum

Yeh Aankhein Jahan Tak Bhi Jaayein (Ae)
Bas Tera Nazara Karta Hoon

Main Tumko Nihaara, Karta Hoon (Oo)

Tum Mujhse Juda Jis Din Bhi Hote Ho (Oo)
Main Khudse Juda Us Din Ho Jaati Hoon (Oo)
Tum Mujhse Khafa Yaara Jab Hote Ho (Oh)
Main Khudse Khafa Us Pal Ho Jaati Hoon (Oo)

Kho Jaati Hoon

Mujhe Pyaar Hain Tumse Is Kaaran (Oh Ho Ho)
Har Baat Gawaara, Karti Hoon

Main Tumko Nihaara, Karti Hoon

Oh Ho Ho, Yaadon Ke Jharokhon Se Aksar
Main Tumko Nihaara, Karti Hoon (Karta Hoon)

Oh Ho Hu…
Haan Aan Ae…

Main Tumko Pukaara, Karti Hoon (Oo)

Credits

SongYaadon Ke Jharokhon Se
SingerSonu Nigam, Shreya Ghoshal
WriterSayeed Quadri
ComposerMithoon
CastUtkarsh Sharma, Simrat Kaur, Various
Video DirectorAnil Sharma
LabelZee Music Company

Official Video

About

This is a soulful Hindi song from Vanvaas film that expresses deep love, longing, and devotion. The lines portray a lover cherishing memories and finding solace in revisiting moments with their beloved, while holding on to hope and steadfast affection. Themes of separation and deep connection are expressed as the lover continues to call out, keeping their bond alive through heartfelt devotion. The beloved is described as the very essence of life, with vivid imagery highlighting the timeless beauty of selfless and enduring love, making the song a moving reflection of emotional depth and commitment.